Wo nahi mera magar us se mohabat hai to haiWo nahi mera magar us se mohabat hai to hai.Yeh agar rasmo-rivajon se bagawat hai to hai.Such ko maine such kaha, jab keh diya to keh diya.Ab zamane ki nazar me ye himakat hai to hai.Dost bankar dushmano sa satata hai wo mujhe.“phir bhi us par marne ki fitrat hai to hai”Kab kaha maine ki wo mil jaye mujhkoUski baahon me dum nikle itni si hasrat hai to hai.Wo saath hai mere to zinda hu main,Meri saanson ko uski jarurat hai to hai
Ki yaad Teri bhi ab yaad nahi aatiKi yaad teri bhi ab yaad nahi aati..Dard bahar geeton se bhi, ab aankhon me nammi nahi aati..Hum toh samjhe the ki ek tu hi bewafa hai..Hum toh samjhe the ki ek tu hi bewafa hai..Par ab jaa kar jaana ki khudaa bhi bewafa haiHume bas uski bewafai nazar nahi aati..
Tum rooth jaoo mujhse Aisa kabhi na karna Main ik Nazar ko tarsun Aisa kabhi na karna Main PoochTum rooth jaoo mujhsAisa kabhi na karnMain ik nazar ko tarsuAisa kabhi na karnMain pooch pooch haaruSo so sawaal kar kTum kuch jawab na dAisa kabhi na karnMujhse hi milke hasna,mujhse hi milke ronMujhse bichard ke jee lAisa kabhi na karnTum chaand banke rehnMain dekhta rahungKisi roz tum na niklAisa kabhi na karnTum chale jaoJab bhi to dekhun tumhara raastTum loat ke na aaoAisa kabhi na karnAisa kabhi na karn
Dekhi hai berukhi ki aj hum ny inteha MohsinDekhi hai berukhi ki aj hum ny inteha mohsinHum py nazar pari to “wo mahfil sy uth gay….
Kya hai wafa kya bewafayi maloon nahi Wo apni thi ya paraayi maloom nahiKya hai wafa kya bewafayi maloon nahWo apni thi ya paraayi maloom nahi,Maiyet pe hazir the jabke dost-o-dushmaEk wo kiyun nahi aayi maloom nahi,Puchha jo logo ne mere marne ka sabaNazar usne kiyun jhukaayi maloom nahi,Mohabbat nahi thi to baad tere jane k asgheWo is kadar kiyun royi maloom nahi….
Ye Shehar Chorna Hay Magar is Say Peshtar Os Bewafa Ko Aik Nazar Dekhna Bhi HayYe shehar chorna hay magar is say peshtaOs bewafa ko aik nazar dekhna bhi hay ………..